MMUL

Tuesday 3 November 2020

Indian Country Ka Parichay

Aaj bhi hamara desh ek lokpriya hay hamara desh ki baat hi kuch alag hay. Aap ko bata de ki India me jobhi log yeha rahrahe hay yeha ki sanskurti bahut nirali aur purani hay quki yeha bahut purane vicharke log aur aadhunik vicharke log hay. Ham aap ko batana chahate hay ki yeha ki sabhayta ke bareme bharat ke baareme yeha ke logoke bareme bharat par bahut sare deshki hukumat rahi hay esliye yeha bahut sare sanskurti ke log milenge aur ahaka ek aur baat hay ki bharat ke log bahut shant sabhav ke hay isliye yehake log kisikebhi saath ghulmill sakate hay yeha vishal himalay parvat hay aur yeha ki khushabhu aur hawa me ek apnasa pan hay isliye bharat naisargik watawaran bahut nirala hay parampara gat hay bharat ke bahar jobhi log yeha aate hay wo bharat ke ho jaate hay isliye bharat bahut prasidha hay ki yeha har tarahake log rahate hay 
    
        Bharat ke log sab sath milkar rahate hay kisike sath nahinsafi aur bhet bhaw nahi hota yeha ke log samajdar hay sab miljulkar rahate hay. Aaj aapko ek baat batana chahata huki bharat ko bahut sare log ne rajane yeha aaye aur yehapar apni satha shapanki aur bharat ka sara khajan loutke legaye bharat aaj ek garib desh raha gaya hay isliye aap sabhako yeha baat patahongi ki sab raja ne milkar bharat ko louta isliye mera yehi kahana hay ki aapko small story kaisi lagi niche comment karke bataye

नरेन्द्र मोदी

  नरेन्द्र दामोदरदास मोदी   ( उच्चारण   सहायता · सूचना ,   गुजराती :   નરેંદ્ર દામોદરદાસ મોદી ;   जन्म : 17 सितम्बर 1950) 26 मई 2014 से अब त...